Free sms

Tuesday, April 6, 2010

Send Free SMS

tere janay k bad sirf itna sa gila raha hum ko wasi
to palat kar dekh jata to zindagi intizar may guzar deta

"""""""""""""""""""""""
Hum chup rhete hain koi khafa na ho jay
Bhole se humse koi khata na ho jaye
Bari mushkilon se bana hai koi apna
Dar lagtha hai k wo kahe juda na ho jaye

???????????????????
khudara uska mujh pe itna asar ker de
bana ker usay chawon mujhye shajar ker de

""""""""""""""""""""""""""""
Milo k aaj kuch baat rubaru karlen
Kyu hai ye doriya is pe ghuftaghu karlen
||||||||||||||||||||
aik toti hoi zanjer ki faryad hain hum
or dunia samajhti hai k azad hain hum
is ashiqi ne hum ko dia kia hai FARAZ
kal bhi barbad thy or aj bhi barbad hain hum
..............................
judai ki pyas me ak qatra b buhat hota hai
dedar k wasty ek lamha b buhat hota hai
jis par hota hai bharosa dil ko
wo bhol jae to sadma b buhat hota hai
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

KISI SE GILA KIA KARNA IS JAHAN ME FARAZ

SHAYED AB HUM HE YAD K KABIL NAHI RAHY
,,,,,,,,,,,,,,,,,,Kaghaz ki kashti thi paani ka kinara tha
Khelne ki masti thi Dil ye aawara tha
Kahan aagaye is samajhdari k daldal mein
Wo nadaan bachpan hi kitna pyara tha

,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,


saalo baad jane kya sama hoga
hum mein se na jane kon kaha hoga

phir milna hua to milenge yaddo mein
jaise sukhe gulab milte h kitaboi mein

,................,,,,,,,,


"SHORT SUMMERY OF 1ST APRIL"
spain per qabza hua to Muslims ko Christians ny wada kar k ship main swar kiya or kaha k aap hifazat se AFRICA chalay jao ge lekin jab ship sea main gaya to Christians ne Muslims ko zinda jala diya.
THEY CELEBRATE THIS DAY IN MEMORY OF "MAKING MUSLIMS FOOL"
n Muslims r realy fool...
they celebrate this day.
Raat dekhi hai pigalti hui zanjeer koi
Mujhe batlahe ga is khuwaab ki tabeer koi
Parhne betho to ubar aati hai har safhe par
Baat karti hui hansti hui tasveer koi
.............
Uss shehr me jaho to itna usay kehna
Baqi na suney sirf tanha usay kehna
Kuch log safar k liye mozou nahi hote
Kuch faasle kat'tey nahi tanha usay kehna

,,,,,,,,,,,,,,,,,

No comments:

Post a Comment